Zindagi

Hello dosto ,     aj subh ka akhbar pdhne baithi to mn bda udas ho gya , Jane ku kuch khayl preshan krne lge to Socha ki n ap sbhi SE bhi apni bat share krun . Kitni azeeb bat hai n ki hme pta hai ki ek din duniya se rukhast hona Jo kuch bhi kmaya hai SB yhi chor ke Jana hai fir bhi kuch aur ki chaht ne hme gulam bna rkha hai. Kya kbhi Socha hai apne ye thoda aur ki Kya hd hai? Behter to ye hi hoga ki kuch aisa kren ki log apke pyar ke , apke swabhaw ke kayal ho jayen aur JB is duniya se rukhsati ka wqt aye to sbki juban pe hmara hi nam aye.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

दोषी कौन

मलाल

अलविदा